@01deeneuloom: post 71|Shaitan ne kaha: "Allah ki izzat ki qasam, jab tak tere banday gunah karte rahenge, main unhein gumrah karta rahunga." Allah Ta'ala ne farmaya: "Jab tak mere banday mujh se sachche dil se tauba aur maafi mangte rahenge, main unhein maaf karta rahunga." Is bayan mein Maulana Ibadullah sahab tauba, istighfar aur Allah ki bepanah rehmat ki ahmiyat ko Qur'an o Sunnat ki roshni mein bayan karte hain. Video ko akhir tak dekhein, pasand aaye to Like karein, Share karein aur mazeed islami bayanat ke liye channel ko Subscribe karna na bhoolain. #MaulanaIbadullah #Tauba #Istighfar #AllahKiRehmat #IslamicBayan