@sirnaveed666: Ya Allah Jis jis ne ye video dekhi Un sabko Makkah bula le Unki mushkilein asaan farma Unke dil ka sukoon wapas kar de Ameen 🤲... Kaaba.. Na sunehra hai, na chamak-damak. Bas kaale gilaaf mein lipta hua. Phir bhi duniya ki har nazar usi par. Lakhon log. Ek hi qibla. Lakhon duaen. Ek hi jagah. Yehi to Allah ki qudrat hai 🕋 #Kaaba #Baitullah #Dua #Kaaba #Makkah