kuchh to khyal kiya karo Kaisi video banate ho Allah ki banai Hui chijon ko duniya ki chijon ke sath compass kar rahe ho namaz ka muqabla mobile nahin kar sakta Quran Sharif ka mukabala gadi nahi kar sakti Allah ki banai hai muqabla yeh duniya wale nahin kar sakte 🥺🥺❤️❤️❤️