hath tang ho jana Koi Badi baat nahi lekin Dil Bada hona bahut jaruri hai paise ko sambhalna aur sambhal ka chalna yah bahut jaruri hai paise wale ke sath aur koi chal padta hai maja to tab aata hai jo mushkil mein ho uske sath chalna aur usko mushkil se nikalna kanjoos badhana buri baat Nahin lekin jisne Karke kamaya ho vah kanjus ban jata hai lekin jaan jarurat pade vah kharch karna bhi acchi baat hai Kisi ne kaha kaise kharch karo mushkil se Mila hai tujhe kaise bataun Kisi ne kaha Paisa aata jata rahata hai sambhal kar kya karna Dil khol kar Rab dene wala hai Allah Tala sab nizam chalane wala hai isliye darna Nahin chahie magar jisko thokar lagti hai uska Dil nahin karta hai aur nisbat aur nishan ki Apne lekin sabko Allah Tala apni nemat se rakhe aur aakalan ki kamai karne ka