@fayyazghuri: Jashn-e-Azadi Mubarak! Aaj humne apne MDM section mein bari dhoom dhaam se 14 August celebrate kiya aur mulk ki azadi ki khushiyan baanti. Allah hamare watan ko hamesha salamat rakhe aur taraqqi ki raahon par gamzan rakhe. Pakistan Zindabad! 🇵🇰💚"#14August #JashneAzadi #PakistanIndependenceDay #AzadiMubarak #PakistanZindabad @Waqas Ahmad @Abid Shah @🌟🔥🔥MUSTAFA BEHLIM☄️🔥💥 @[email protected] @Khalid.Hussain.110