respected khawaja mehraan sahab sai guzarish hai mere new future ka soochiyee kuch aap aap b to advocate hai allah nai aap ko ilm knowledge ke daulat sai nawazaa aap b isee rallies kree aap to advocate hai aap ko b mloom huqooq roads par bhait kar ny miltee aap qabil e ethraam hai lkin ye new generation aap ko chahtee agar aap inko ilm knowledge chor kar bekar raha par laagaa diyee to kisaa aap khud ilm hasil kree ek advocate bane kya ye azad kashmir ka naujawan advocate nahi ban na bolliyee kab tak aap ko b mloom aap jantee ye 1900s ny hai ye 2026 hai new nazariyaa new thinking hai ye generation b new hai jab aap advocate bane to kya aap par ye farz nahi hai aap azad kashmir ke naujawano mai taleem aam kree free kree ek school dale ek college Dale ek University Dale ek nursing center Dale ek MBA mca e commerce training centers bussiness hub naujawanoo ke liye training centers aap aap ke zaati paisee ko kree aap huooq ke liyee to aree lkin aap ke faraaiz aap bhool gyee , aap qabil e ethraam advocate hai allah nai duniya mai aap ko izaat de ek masoom bache sai laikr bada budda v aap ke izaat krtaa kya aap ke zimmny hai inko b khushiya ataa kree khush rehnaa sikhai kya inko aap b jaan doo jakr bhej detee ?? kya ye loog jobs ny krna kya aap bai ya action committee nai koi free health camp ? free hospital?? free eye check up free health camps kbhi chaliyaaa ?? kya free books taqseem kree aap loog bags tiffins kise ko padh nai k liyee fees diyaa ???ab ye sab aap ko dekh kar bade horee inke liyee acha example baniyee aap ko allah izaat diyaa duniyaa mai duniyaa aap ko dekhree represent kriyee islam ko islam ke rooh ko ache aqllaq sai kirdaar sai tameez sai adaab sai mohabbat sai isaa rastaa mat dejiyee jis ka ane wale nasal ko nuqsaan ho isaa rastaa deejiyee jis sai inko faidà ho aap to advocate hai kya aap jo bai guhnaa bache jail mai hai kise b wajhaa sai kya aap unke cases ladee kbhi ? aap khud ko jawab deejiyee jab aap ko allah itne izaat diyaa to ye allah ke bandoo ko dekhne waloo ko khareebi ko dur waloo ko takleef mat deejiyee aap ko allah ajk diyaa wo aap ka hai rakh leejiyee lkin aap ko b mlmm roads par huqooq ny miltee ye adalat ka kaam hai
2026-08-16 14:40:41
1
fazan :
king off Kashmir
2026-09-10 18:34:21
1
sari sari :
jiyo shahzady👍👍❤️❤️❤️
2026-08-27 11:43:25
1
Jaweriya princess 💞 :
2026-08-16 06:41:33
2
Raja Mubeen Rajpoot🥀 :
sha
2026-08-17 16:06:56
1
Jaweriya princess 💞 :
2026-08-16 06:41:36
2
وطن یا موت جیؤ پرھیاڑ صاحب :
2026-08-15 12:44:36
1
To see more videos from user @raqeeb_khan_saduzae, please go to the Tikwm
homepage.