mujhe Kisi baat ka Koi dar Nahin mere Sath Mera Allah hai na maine kisi ke sath bura nahin kiya Kisi ko kuchh Nahin kaha har Kisi ne mujhse fayda hi uthaya hai agar koi Meri peeth per war karega mujhe nuksan Dega mujhe asaliyat pahunchaega mujhe rulaega mujhe satayega mujhe tension mein dalega use main Kya matwale din maaf Nahin karunga use main Kya mat wale din Allah ki bargah mein maaf Nahin karunga use har shakhs ko main kabhi maaf Nahin karunga jiski vajah se mujhe aur maine kabhi kisi ka bura Nahin Manga Kisi ke Liye bura Nahin Socha main dabaan ka kadva hun lekin Dil mein bugj Nahin rakhta main jaban ka gusse wala hun lekin mera dil Allah aur rasul ke sadke shishe ki Tarah saaf hai do lafz Koi Pyar mohabbat ke bolata hai na to main uske gale lag jata hun main uski nafrat ko bhul jata hun Allah ne mujhe aisa banaya hai mere Allah ne mujhe aisa banaya karta hun aur Jo mere Sath jaati karega Meri peeth per war karega mujhe dhokha Dega dhokhe se war karega use main qayamat wale din Allah ki bargah mein maaf Nahin karunga
2026-08-18 08:21:12
0
saba 💞💕💝🌸Khan 🥀🥰💕 :
acha ji 💋🥀🥰🥰🥀🌹🌹❤️💝🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹🌹🌹💚💚💚🧡🧡🧡🧡🧡🧡🧡🧡🧡🧡