@drjehanzebqureshi: Gas aur bloating ki wajah se pait phoolna, bharipan, dakaar aur pait mein discomfort ho sakta hai. Agar yeh masla bar bar hota hai to isay nazarandaz na karein. Barwaqt tashkhees aur munasib treatment se behtari mumkin hai. #GasAndBloating #GutHealth #DigestiveHealth #StomachHealth