Yasir Yaseen :
wo bhi din tha, 2014 ma jab ma r mre behn hm dono logo ka ghr jata tha baraf Lana ka Liya, hmre Chachi ka frig the 6 ghr chor ka aun ka ghr tha, mra czn hm sa Bara tha, khta tha tm logo na rooz ka tamasha bana Liya ha, 1 baar aus na mujy mara bhi tha r baraf bhi nhi de the, 2016 ma hmre pupho na hmra samna wla ghr purchase Kiya r rhna lagie jab baraf Lana Jao pupho ke bare bati khte the a gya ha bhooka, jab dhko a jata ha, ab alhamdullilah apna frig ha, mre Chachi r czn Jo baraf nhi data tha wo bhi aj mre Ami ka paas ata ha paisa audhara Lana, r mre pupho ke betiyo ke shaadiyan ho gye ha, r pupho ka ghr ab frig bhi sale ho gye, wo hm sa la jate ha baraf, hm na khabi Kuch nhi kaha ab alhamdullilah Allah pak ka karam ha sab
2026-08-21 13:35:23