@babymood.pk: Bachon ki safety sab se pehle! 🔒💗 Apna naam, school, ghar ka address ya phone number kisi anjaan insan ke saath share na karein. Agar koi aisi information pooche, foran Mama, Papa ya kisi trusted adult ko batayein. 🫶 Stay smart. Stay safe. 🎀 #ChildSafety #KidsAwareness #OnlineSafety #SafetyFirst #Awareness