@zoya...khan512: Mere Allah, hamein ta-qiyamat Muhammad o🙏🥺🕊 Aal-e-Muhammad ke gham mein rone ki taufeeq ata farma. Aur mere Allah, aap ko wasta dete hain us shareef mazloom Imam ka jiske bete ko apne baba ke janaze par rone nahi diya gaya. Mere Allah, us shareef Imam ke sadqe az-jald barhwein Aaqa ke zahoor mein tajeel farma. Ameen. #8rabiulawal #shahdat #sadvibes #explore #Zoyakhan