HAMZA :
usa kehna qasm lelo
usa kehna qasm lelo, tumhare baad agar hum ne kisi ka khwab dekha ho, kisi ko hum ne chaha ho, kisi ko hum ne socha ho, kisi ki arzoo ki ho, kisi ki justuju ki ho, kisi ki raah dekhi ho, kisi ka qurb manga ho, kisi ko saath rakha ho, kisi se umeed rakhi ho, koi umeed baandhi ho, koi Dil mein utara ho, koi tum sa piyara ho, koi Dil ma basaya ho, koi apna banaya ho koi rootha mnya ho, koi rota mnya ho... qasm lelo❤🩹
kisi ki yad ma mausum mera aangan mein ayaa ho, kisi sa bate krna ko kabhi ya hont tarse hon, kisi ki bewafai par kaankh aankh bhar aayi ho, kabhi raato ko uth kar tere dukh mein na roya hun, tumhare baad agar jo main ek pal bhi soya hun..... qasm lelo. ❤️🩹
kabhi jugnu, kabhi tare, kabhi mehtab dekhta hun, kabhi jugnoun ka bhi taree kabhi mehtab dekha ho, usa kehna qasm lelo, tumhare baad agar humna kisi ka khwab dekha ho
🥺🥺
2026-09-17 07:00:58