@dehli.kamal.nihar: K-Electric ke GM Zuhad ne apni team ke humrah Dehli Kamal ka visit kiya aur lunch mein hamari mashhoor Nihari, Haleem aur Biryani ka lutf uthaya. ❤️🍽️ Humein khushi hai ke hamara desi zaiqa unhein aur unki team ko pasand aaya. Aap bhi aayein aur Dehli Kamal ka asli desi zaiqa zaroor try karein! 😋 #DehliKamal #GMZuhad #KElectric #Nihari #Haleem