@rasta.e.kamyabi: 💯👉📖 Surah Al-Waqi'ah | Sirf Urdu Tarjuma Surah Al-Waqi'ah Qayamat aur Aakhirat ki haqeeqat ko yaad dilati hai. Ye Surah batati hai ke us din log apne aamaal ke mutabiq mukhtalif darjon me honge, aur Allah ki qudrat ki nishaniyon par ghaur karne ki dawat deti hai. 🤲 🌿 Qur'an ko sirf sunain nahi, balki samajhne aur apni zindagi me amal karne ki koshish karein. Rasta-e-Kamyabi ko Follow karein taake rozana Qur'an Pak ka sirf Urdu tarjuma aap tak pohanchta rahe. 📖✨ 🔁 Repost karein 🤲 Shayad aap ka ek share kisi ke liye hidayat ka sabab ban jaye aur aap ke liye Sadaqah-e-Jariyah ban jaye. #Quran #islamic_video #fyp #viral #foryou