Rasoolullah ﷺ ke betay Hazrat Ibrahim (R.A) ka jab intiqal hua, to us din suraj girhan lag gaya. Logon ne kaha keh yeh Ibrahim ke intiqal ki wajah se hua hai. Aap ﷺ ne logan ko jama kiya aur farmaya:
"Suraj aur chand Allah Ta'ala ki nishaniyon mein se do nishaniyan hain. Kisi ki maut ya zindagi ki wajah se inhein girhan nahi lagta. Jab tum yeh dekho to Allah se dua karo, us ki takbeer (kibriyai) bayan karo, namaz parho aur sadqah do."
(Sahih Bukhari: 1044, Sahih Muslim: 901)
2026-08-26 20:59:50
1
Shamim Iqbal :
alla raham kar ameen
2026-08-26 19:34:03
2
Butt ASO 🥀🇵🇰🇮🇷🌹 :
💐
2026-08-26 19:11:06
1
Frish :
2026-08-26 18:51:01
1
Daniyal Ali Panhwar ✌🏼🚩 :
إنشاءاللّٰه🕋
2026-08-26 19:56:25
1
میں نوکر اپنی ماں دا ❤️❤️🙏🙏 :
Allah pak apny rahmat Kary Ameen Suma Ameen I love you Muhammad Ali Badsha madad kas kas karm all madad ya Allah pak madad kas kas karm
2026-08-27 04:18:22
0
Eman Fatima❤️😎🤟 :
🤲🤲🤲🤲🤲🤲
2026-08-27 04:07:29
0
Arif_Ali_Korejo :
burj lio Ka nh btya
2026-08-27 07:39:41
0
Malik Ali Hassan. 333 :
Allah
2026-08-26 20:07:16
0
To see more videos from user @mehrbanali1214, please go to the Tikwm
homepage.