@salmanshaikhsahab: Mirpurkhas walo! Ghar ke bane lazeez aur mazedaar khane ke liye ab door kyun jana?🙌 Ek maqami behan ne apne ghar se homemade food ka karobar shuru kiya hai. Main sabhi ko kahunga ke ek baar zaroor try karein aur unka hosla barhayein! Order ke liye rabta karein: 📞0312 0130447 #homemadefood #mirpurkhas #foryou #vira #food