@madinasights: Ye pahad nahi hain 🕋💚 Ye ek MAA ki mamta ki nishani hain 😭 Bibi Hajra apne bache ke liye paani dhoondne ke liye Safa se Marwa, Marwa se Safa 7 baar bhaagin Allah ko apni bandi ka ye bhaagna itna pasand aaya Ke Qayamat tak har Haji ko yahan bhaagana farz kar diya 🕋 Sabak: Maa ki dua aur Allah par yaqeen kabhi zaya nahi jaata 💚 Ya Allah, har Maa ko salamat rakh 🤲 #SafaMarwa #Makkah #BibiHajra #Umrah #foryou