@madinasights: Best Namaz of my life 🕋😭 Khana Kaaba ke samne Namaz padhna 🕋😭 Ye Namaz nahi, Khwab hai 💚 Jahan poori zindagi Qibla ki taraf munh karke Namaz padhi, Aaj Qibla mere samne hai Aaj samajh aaya Sajde me itna sukoon kyun aata hai, Kyunki har sajda isi ghar ko jaata hai 🕋 Ya Allah, jisne ye video dekhi hai, Use bhi apne ghar me Namaz padhna naseeb farma 🤲 Ameen likh do 💚 #Namaz #Kaaba #Makkah #Baitullah #foryou