@madinasights: Makkah ke Kabootar 🕊️🕋 Makkah Mukarrama ke Kabootar 🕊️🕋 Ye aam kabootar nahi hain 💚 Ye wo khushnaseeb parinde hain, Jo roz Kaaba ka tawaf dekhte hain, Jo roz Labbaik ki sadayen sunte hain 😭 Hum paise jama karke yahan aate hain, Ye yahin rehte hain 🕋 Ya Allah, humein bhi in kabootaron jaisa naseeb de, Ke hum bhi tere ghar ke aas paas hi rahein 🤲 #Makkah #Baitullah #foryou #Kaaba #pigeon