bhai main aapka hadees Roz sunta Hoon Mera Dil rota hai aansu khud b khud nikalte Hain mere bhi dil mein bahut zyada dukh hai main bhi Allah ki ibadat Karti Hoon par main Sundar Nahin hun main Ek ladki hun main Allah se ek hi chij mangti hun har Dua mein ki mujhe thoda sa Sundar banaa main shisha kabhi bhi nahin dekhti hun jab bhi dekhti ho to Allah Se dur ho jaati hun naraj ho jaati ho yah baat bhi pahla Se kabhi nahin karti per har Kisi ne mujhe yah tana Diya hai ki koi bhi mujhse Shaadi Nahin karegi mujhe Shaadi ki shauk bhi Nahin hai main apni Allah ki ibadat karungi aur Mai Apne Allah se naraj ho ki usne mujhe aisa kyon banaya hai😭