@shahsawarkhan.media: Mohabbat hai ya sirf daawa? ❤️ Jo insan aap se sach mein mohabbat karta hai, woh sirf “I love you” nahi kehta… balkay mushkil waqt mein aap ko samajhne aur rishta bachane ki koshish bhi karta hai. ❤️ Aap ke nazdeek mohabbat ki sab se bari nishani kya hai? : #MohabbatP#PyarR#RelationshipR#RelationshipAdviceT#TrueLove