@saeedahmedk10: Delivery ke baad baatein bhulna pagalpan nahi balki 'Momnesia' ya 'Mom Brain Fog' hota hai. Neend ki kami aur dimaag mein tabdeeli ki waja se aisa hota hai. Taane dene ke bajaye to-do list banayein aur ghar ke kaam mein madad karein. Ye zaroori video sab ke saath share karein! 🧠📝 Hashtags: #GharWalagyan #Momnesia #PostpartumCare #MotherHealth #FamilySupport