ایان⚜️” :
Ye video dekh ka mera dil kiya ka mai bhi aik comment karo..!
Mai na boht dua ki apna result ka liye, boht achee paper diye, pure pure paper kar ka ata raha, mai sochta tha ka inshallah mera 490+ number aye ga, lakin jab mai na result dekho mai udher hi dekh ka shocked ho gya, ka mera sirf 361 number aye mai boht roya, phir mai na apna jis bhi friend ko result btaya sab sun ka ye hi kehta ka tum jhoot bol rahe tumhara itna thore number ho hi nahi skta🥺, aur even ka mer relatives bhi yakeen nahi ka rahe tha ka mera itna number🥺, aur mujha aik khayal ye bhi aya ka mera parents ko mujh sa itni achi expectations thi ka un ka beta ka boht ache number aye ga lakin nahi aye, 🥺🥺, chalo 500 number nahi lakin 400 sa zyada hi kar deta, lakin un ko bacho ka mustakbil sa kya lage, Uper sa humara mulk ka nizam aisa hai ka wo chahte ka bache parhre hi na, Allah humara mulk ko in begairton sa azad karwaye.(Ameen)
2026-09-03 14:26:08