@its_ramizalikhan: 32 saal… ek dhaaga, ek junoon, aur Qur’an-e-Pak ki mohabbat ❤️🩹📖 Pakistan ki Naseem Akhtar ne kapray par dhaagon se Qur’an Sharif mukammal likh kar, 32 saal ki mehnat ke baad ise Masjid-ul-Haram ki management ko tohfe mein pesh kiya. Ye sirf hunar nahi… Allah ke Kalam se mohabbat ki ek misaal hai. 🤍#quran #Makkah