Assalamualaikum, aap sab kaise hain? Theek hain?
Acha mera aap sab se ek sawal hai, agar kisi ko is ke bare mein pata ho to please batayein. Maine ek khwab dekha tha aur main is waqt Saudi Arabia mein hoon. Maine yeh khwab bhi Saudi Arabia mein hi dekha, lekin khwab mein mujhe aisa laga jaise main apne ghar mein hoon.
Khwab mein ek Imam sahab aaye. Mujhe nahi pata woh kaun thay, lekin unka chehra bilkul noorani tha aur unke kapray phatay huay thay. Unhon ne mere ghar ka darwaza khatkhataya aur kaha ke bahar niklo.
Jab main bahar gaya to maine unhein salam kiya. Unhon ne kaha: “Aap log hamari raah mein bohat achay se achay intezam karte ho, lekin Qayamat ke din aap sab log hamare mujrim honge.”
Mujhe is baat ki bilkul samajh nahi aayi ke unhon ne aisa kyun kaha. Jab maine un se poocha ke aap ne yeh kyun kaha? Kya hum se koi ghalti hui hai? To unhon ne kaha: “Tumhare shehar mein mere yahan betiyan bhonki hain.”
Mujhe is baat ka matlab bilkul samajh nahi aa raha. Is ke baad woh wahan se chale gaye.
Agar kisi ko mere is khwab ka koi matlab ya samajh ho to please mujhe zaroor batayein, kyun ke main is khwab ki wajah se bohat pareshan hoon.
2026-09-08 15:24:59
0
🐺Khichi 🐺 :
❤️❤️❤️
2026-09-07 10:28:39
3
Muhbashir Mehdi :
❤️❤️❤️
2026-09-08 04:10:04
2
Irfan Ali Baloch :
🥰🥰🥰
2026-09-08 07:00:59
2
Zara014_ :
[Crying][Crying][Crying]
2026-09-08 07:14:29
1
shahid ali ujan :
😭😭😭
2026-09-07 03:47:17
1
Arhum janii :
🥰🥰🥰
2026-09-07 03:46:37
1
Zulfiqeer Ahmed :
♥️♥️♥️
2026-09-07 03:57:46
1
Mustafa Pirhar ✌️👿 :
❣️❣️❣️
2026-09-07 02:45:58
1
shahbaz lund :
❤️❤️❤️
2026-09-07 04:24:39
1
Rais Naveed Gul :
❤️❤️❤️
2026-09-07 02:21:41
1
haiderabbas2901 :
❤️❤️❤️
2026-09-07 03:38:44
1
Sardar Shahzad 110😎🙌🏻🔥 :
♥️♥️♥️
2026-09-07 03:28:44
1
Noor Zaman khan :
♥️♥️♥️
2026-09-07 01:48:07
1
Tamoor Ansari :
🥰🥰🥰
2026-09-07 03:46:12
1
Naveed :
🥰🥰🥰
2026-09-07 02:50:21
1
Mr Asif Jan solangi :
😭😭😭
2026-09-07 03:56:33
1
@bhanbhro♥️♥️♥️ :
💓💓💓
2026-09-07 04:36:43
1
Haider Abbas :
😭😭😭
2026-09-07 14:23:54
1
To see more videos from user @ali_khan78620, please go to the Tikwm
homepage.