@real_mubeen.7: — Osbal x Last Edit 🥹❤️🩹🫶 — Assalam Alaikum 🌙✨ — Ye mera last edit hai. 🎬💔 — Bahut sochne ke baad yeh faisla liya hai ki ab editing chhod raha hoon. 😔 — Zindagi jaise-jaise aage badhti jaati hai, waise-waise kaam bhi badhte chale jaate hain. ⏳ — Pehle jitna time milta tha, ab utna nahi mil pata. Din bhar ke kaamon ke beech editing ke liye woh free time nahi bachta jo pehle hota tha. 😓 — Aur sabse badi baat… ab woh maza nahi raha jo pehle editing mein aata tha. Woh purana feel, woh purani energy ab nahi milti. 🥺 Old is gold…💛✨ — Sabko dil se shukriya jo itne time se support karte rahe ❤️🙏 — Jo bhi videos banaye, unme aapka pyaar aur comments hi meri asli motivation thi. 🥰🔥 — Aap sab khush raho, aur duo mein yaad rakho 🤲💙 Last edit 🎬🔚 . . . #mubeeneditx #kurulusosman #osmanbey #osbal #viral . . . >> Real Mubeen