sister plzzz inse rabta krwaein inka contact number btadein
2026-09-09 04:52:33
0
Nargis Rashid :
Ya Allah, meherban ho kar is aadmi ki madad farma aur unki zindagi asaan kar de. Unhein achi sehat, khushhali, sukoon aur himmat ata farma. Unki takleef door farma aur unki duaein aur khwab poore farma. Yeh mard apne khandanon ke liye apni zindagiyan qurban kar dete hain aur yeh mohabbat aur meherbani ke haqdar hain. 🤲
2026-09-09 05:20:50
2
Ali .ch :
allah ap ko salamat rakha our apna khazano ma sa our ata farmaye