I'd open kar k check kar lay ager Sahi lagy to Bata day
2026-09-09 22:12:53
0
Singer Arshad Ali Khan 🎤🎧 :
mere 6bachay hain Jin me se 4betiyan h or 2bety h mere pas na Ghar h na rozgar betiyan Maine susral rakhi hain bety 2behno k pas hai na bachiyon ko parha Sakta hon mar Jane ko Dil karta ha AAP mujh rozgar deden main apni bachiyon ko Apne Sath Rakh k parhana Chahta hon