@dr.mianazeem: Kharatay to normal hain… sab ko aate hain!” 😴💤 — Har baar nahi! Agar kharatay bohat loud aur regular hain, ya sote waqt saans rukti hai, gasping hoti hai aur din bhar neend/thakan rehti hai, to yeh Sleep Apnea ki taraf ishara kar sakta hai. ⚠️ Dr. Mian Azeem explain kar rahe hain: 💤 Kharatay kyun aate hain? 🫁 Sleep apnea kya hai? ❤️ BP aur heart health par kya asar ho sakta hai? ⚠️ Kab doctor se check-up karwana chahiye? Har snoring dangerous nahi — lekin warning signs ko ignore bhi na karein. 📍 Azeem Poly Clinic, Sargodha 📞 0321-7400166 #Snoring #SleepApnea #Kharatay #SleepHealth #HeartHealth