⚜️ㅎㅗㄴㅔ이⚜️ :
Jis din tum pay ghuzary gi,
Tub tumhay Maloom ho ga,🖤
Man Pasand shaks say wabasta umeeday..
Sirf Dill nhi torti,,,
Y Insan kay Andar,,
Boht kuch khamoshi say mar dayti hai…🥀
Kisi 1 shaks say..
Hudd say zaida jur jana,,,
Us ki baato may apni duniya talash krna,
Or Phr usi say bay rukhi milna,
Y dard Aam nhi hota,❤️🩹
Muhabbat May toota hoa Insan,
Aksar zinda to rhta hai.
Magar phly jaisa kbhi nhi rhta,💔🥀
2026-09-16 17:28:33