Beshak Namaz sey Afzal cheez koi nei.Yeh galt hai jhot hai buhtan hai.Behtareen ikhlaq beshak demand hai Islam ki need bhi hai air zarorat bhi aik behtareen society bananay kylye aur Allah ki khushnawidy hasil krny ky lye lekin Namaz ka aur ikhlaq ka na koi moqabla banata hai na hi hai.Allah Ho Akbar. Namaz Allah sey mulaw hai 5 dafa din main.Namaz burai behayai sey rokti hai.Namaz jo na parhy Nabi Pak PBUH ka farman hai wo musalman hi nei.Namaz hi Shyitan ko hum sey dor bhagati hai.Namaz hi hamari zindagi ka wo hatiyar hai jo hamy shayitanu sey bacha ky sidhi rah py ley jati hai.Namaz kabhi mat choro.Ager chut jaey qaza ada kro lekin roz ki 5 hazri pori kro.