@royalricefacts0: Kya aapko pata hai kaunsi daal kis health problem mein faida deti hai? 🫘✨ 🩸 Khoon ki kami: Masoor 💚 Cholesterol high: Hari Moong 💓 High BP: Toor Daal 🦴 Haddiyan mazboot: Urad 🍃 Sugar control: Chana 💇 Hair fall: Rajma ⚠️ Ye aam maloomat hai, kisi bhi health problem ke liye doctor se mashwara zaroor karein. #HealthTips #HealthyDiet #HealthyFood#viral_video #treanding