Allah pak apky abo ko janatul firdos me ala makam ata kary bhot bhot bara sadma ha apky Liye Allah pak apko sabar ata kary yateemi kiya Hoti ha ye ham se ziyada koi NH janta ye kami koi NH poori kar Sakta bilal bhai Allah pak apko hamesha salamt mehfooz rakhy