@sannubaccha: Meri Jaan 🥺❤️, agar kabhi main galat ho jaun toh mujhse naraz hone ke bajay mujhe samjha diya kar… meri galtiyan bata diya kar, kyunki main khud ko behtar banana chahta hoon. 🥹 Main poora ka poora tera hi toh hoon… isliye mujh par apna haq jataya kar. 🫶❤️ Kabhi mujhe daant lena, kabhi samjha lena, kabhi mujhse rooth bhi jaana… bas apna haq kabhi mat chhodna. 🥺❤️🤗🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️#minejaan🌍💕 #lovestory #foryoupage #goviral #viral