@roohanijunction: Qaum-e-Samood Ka Anjaam | Hazrat Saleh (A.S) Aur Allah Ki Nishani Qaum-e-Samood apni taqat aur daulat par fakhr karti thi, lekin jab Allah ki nishani, oontni, ka inkar kiya aur Hazrat Saleh (a.s) ki naseehat ko thukraya, toh unka anjaam bohat sabaq amoz bana. Is qisse se humein sabaq milta hai ke Allah ki nafarmani aur takabbur insaan ko tabahi ki taraf le ja sakte hain. Allah humein hidayat aur apni itaat ki taufeeq ata farmaye. Ameen. #QaumESamood #HazratSaleh #IslamicHistory #QuranicStories #IslamicReminder