@tamashaarydigital: Watch Tamasha 24/7 UNCUT on ARY PLUS! Link in Bio!🧩 #TamashaSeason5 #AdnanSiddiqui #ARYDigital #WhatToWatch

Tamasha
Tamasha
Open In TikTok:
Region: PK
Monday 21 September 2026 21:07:55 GMT
10973
413
14
4

Music

Download

Comments

user896720345
Ahmad Khan :
we want justice for zayrsa
2026-09-22 01:43:07
11
khapero71
Khapero56 :
Adnan sir Khuda ka wasta h es show ko khrab nhe kro apni lehje se aur ek he bnde ko target 🎯 krne se ye chor d plzz sb logo ko pta chal rha h k ap pechle Kitne episodes se andr jaki ek esra ko target krke nikalte h agr itna shoq h tu gar me Saro k Sath ek jesa salook kren plz ARY plz agr esko tariqa nhe ata tu Adnan k jaga kce or ko beje
2026-09-22 01:09:48
2
shamimhossainsa67
shamim hossain sarkar🥰❤️ :
zayb ❤️
2026-09-22 04:39:06
1
saifalikhan915
Saif Ali Khan :
Badshah ko bas esra ka nazar ata hai Baki Sab wo ni dikhtay huh
2026-09-22 09:14:47
0
tahseen_____khan
💫 تحسین خان :
Hamza❤️
2026-09-21 21:17:25
3
karlal471
ℳ🚩🌛 :
𝑏ℎ𝑎𝑖 𝑧𝑎𝑦𝑏 𝑜𝑟 𝑒𝑠𝑟𝑎 𝑘𝑎 𝑠𝑎𝑡ℎ 𝑔ℎ𝑎𝑙𝑎𝑡 ℎ𝑜𝑟𝑎 ℎ𝑎𝑎
2026-09-22 09:39:01
0
taha51868
taha :
Zaun ko out kro
2026-09-21 21:33:35
0
abuzararmani00
ABUZAR SHAH :
Assalam-o-Alaikum Badshah Salamat, umeed karta hoon mera message aap tak pahunch jaye ga.Mera message yeh hai jo aaj ka game hua, esra ka, woh bol wala, us mein dekhein Laila ji bari hain, maanta hoon, lekin bari hain to bari ko uski apni jagah dekhni chahiye ke mujhe kahan bolna hai kahan nahi bolna. Woh larki aur woh jo larka hai, zayb, woh apna game khel raha hai, stress wala game hai, us mein insaan pasani mein lag-pat hota hai insaan.Aap ne Esra ko Laila ji ki wajah se be-izzat kiya. Yeh aap ne bohat ghalat kiya. Agar Laila, badtameezi Laila bhi karti hain aap ko woh nazar nahi aata. Sab karte hain to sab ko barabri se dekha karein aur bola karein. Aap ko yeh haq nahi kisi insaan ko sare-aam sab ke samne be-izzat kiya jaye.
2026-09-21 21:52:23
4
shumailyyyy
shumailyyyy :
:My question is this from ( Adnan sir )Jo APnay AP ko tamasah Ghar ka (badasha) boltain Hain Mujau or awaam ko yee batao k Dr see nay body shaming ki Yasir k sath larae Mae fazool batain ki us pay a k kuch nhi bolay or Jo Esra nay bol Diya k mujay solo game do us pay a k fazool kisam ki unknowledgeable discuss start ki châtain Kia ho Esra say ajeeb badasha ha yr had ha ...........
2026-09-21 21:31:44
2
kitty_kin000
Kitty Angel 🚩 :
Is show ma barhi age walo ko cast hi nhi krna chey badh ma respect a jati bich ma ya log ghr betha ya apni age walo ka sath Jay game ma.. Q ky game ma koi barha chota nhi hta sab equal hta.. Kindly yha sa laila or babrik ko nikal Jay q ka wo khud batamezi krta ha wha barha pan nhi ata Inka jab inha koi kch bola to badhdha ko b respect yad a jati ya cast hi q krta ha in over age walo ko
2026-09-22 09:25:32
0
kitty_kin000
Kitty Angel 🚩 :
Adnan sir is show ka lia thk nhi ha na inha show chlana ata ha na faisala krna Sara show khrab kia hua ha... Kisi or ko hire kra is seat ka lia Jo fair rhy sab contestants ka sath... Adnan sir ko decision lna nhi ata laila na thori tareefy kia krdi wo usko favor krna LG gy.. Ya banda dostiya nibhata ha asa show khrab hta ha plzz change him
2026-09-22 09:22:10
0
kitty_kin000
Kitty Angel 🚩 :
2026-09-22 09:26:12
0
a..l..t..a..f.z.z
𝓐𝓵𝓽𝓪𝓯 :
❤️❤️❤️
2026-09-22 02:52:55
0
To see more videos from user @tamashaarydigital, please go to the Tikwm homepage.

Other Videos


About