@waseemchachar6: *Assalam-O-Alaikum* SSU GR5 candidates ap sb ko apni mehnat or sabar ka phal bht jald milny wala hai Ziyada chances hain Insha Allah isi week *appointment letter* ajayega Tamam candidates ko bht Mubarak ho bs ab intazar khtm hony wala hai.