bhen yah to bad mai hi pta chlta hai jab naseeb ka khel Shuru hota hai aisa hi Kuch kehna Mera bi tha but shadi ke bad pta chla Jo hum sochty hain waisa hota nai har chamkti chz Sona ni hoti [Broken heart]
2026-10-01 19:13:53
11
Awan🫀 :
Meri wali to muje abi nahi sambhal pa Rahi shadi k baad to wo gyi 🌚🌚😖💋