@mr.creater38: Ye Kya Hai? Ye To Rainbow Beans Hain! 🌈🍬 Mama Billi: Lo bacho, tumhare liye toffiyan layi hun 😍 Chote Billu: Wow! Itni sari rang birangi! 😻 Mama ne pehle khud hi ek muthi kha li 🤣 Gao ke shararti bache aaye aur bole: Wah! Toffiyan! Mama ne sari bacho me baant di, apne bacho ko ek bhi na di 😡 Piche se sab bache aaye aur sari bowl khali kar gaye 😱 Chote Billu rone lage: Mama hamari toffiyan kahan gayin? 😭😭 Mama: Arey ro mat, abhi unse hisab leti hun 😾 End dekhna mat bhoolna! #cat #funnycat #aicat #rainbowcandy #catfamily