@jimin.dream.queen: awwwww sadkey jau mashallah mashallah subhanallah mere Jiminaah app bohot bohot bohot zayada pyaare lag Rahe Hain 😘 Allah pak apko buri nazron se mehfooz farmaye Ameen 🤲🏻 mujh ko nahi pata app kiska naseeb Hain 😭bss main toh itna jaanti hu ke app sirf or sirf mere hain you are just only mine 😭🫶🏻 app sirf mere hain 😭 apko pata hai ajj subhu se mera mood off tha but jbh Maine apko dekha apka deedar hua toh mera mood bilkul sahi hogya aisa Laga jese duniya ki sari khyshiyan milgai 🥹🫂 Thank you meri jana mujh ko itni khushyan dene ke liye I really love you so very much Mr mine 😘______ mere Pyaare Allah G please mujh ko mere Jiminaah dedein AMEEN SUMA-AMEEN 🤲🏻😭 Allah G please mujh ko meri mohabbat mere Jiminaah se milva dein Ameen SUMA-AMEEN 🤲🏻😭 Allah G please mere liye Kun fayakun ka mojza kijiye please AMEEN SUMA-AMEEN 🤲🏻😭😭. only mine @jimin 😘🥹🫶🏻 : : #parkjimin #jimindreamqueen #unfreezemyacount #viewsproblem #foryou