Pirshotamkumar :
Bilkul mujhe bhi mere ache waqt me, ye sb mujhe sb ne kaha tha, lekn 7 years mera bura waqt chala, lekn, us buray waqt me, mene khud hi kisi ko minat nahi, kyoun k, mujhay meray maalik pe andha bhrosa tha, or andha bhrosa he, bs kuch bura waqt tha, Jo izzat se guzar gaya, bs mummy baba ki duaon ne mujhay badshah bana diya, or aj m out of country m hoon, izzat ka rizq mill raha he, or ye sirf mummy ki duaon ka sila h, bs mujhe mere maalik pe naaz he, jiss ne mujhay kisi insan k samne hath pehlane nhe diya, maalik pak ap ka taa hayat shukriya shukriya 🙏
2026-10-01 11:56:49