Ya Allah tu meri duwa ko kabool kr lay 😭Ya Allah tu to Allah ha Tu to kul kainat ka Malik ha Tere hazanu ma kisi chez ki kami ni ha Tu to har chez py qadir ha 😭Ya Allah tere bagair ma Kch nhi hun Tu muje se razi ho ja Tujy tere mahboob ka wasta ha meri duwa ko kabool kar lo Mera kam ho jaye Jiska muje shedat se intazar hai Muje tere se Mangna Nahi ata 😭Muje nahi pta tere se kese manga jata h Ya Allah tu to janta ha main Kia mang ri Tu muje ata kar dein Main tujy se mangu gi aur tu muje dega muje nahi pta Muje chahiye hi chahiye muje yakeen ha tu meri duwa zaror kabool kryga Allah Tu to sab ki sunta ha tu meri bhi sun ly please Allah g please Ab meri azmaish ko khatm kr dein please Allah g 😭Allah g Please pyary Allah g Please sab Ameen bol do 🙏🏻Kya Pta kis ki Ameen Qabool ho jaye 😭🙏🏻🤲🏻 Ya Allah mera kam ho jaye Please Allah us din ka bari shedat se intazar ha Muje …🤲🏻