Islam mein jidr mard ko ijzat hay dusri shadi ki udar hi aurat ka lie khula ka option bhi ha bcz zehani tabhi hoti aurat ki islam zabrdasti bilkul pasnd nhi krta. Islam aor bhi boht kuch khta bhai
2026-10-06 04:07:25
5
Meher baloch :
Hamare Nabi Pak ﷺ aur Sahaba ne ek se zyada nikah kiye. Kya woh ghalat the? Nahi. Unho ne bewa aur be-sahara auraton ko izzat aur sahara dene ke liye nikah kiye.
Aaj kal ka masla ye hai ke haram ko aasaan aur halal ko mushkil bana diya gaya hai. Chup ke dosti ko log kuch nahi kehte, lekin halal nikah ko bura kehte hain. Isi wajah se muashre me behayi phail rahi hai
Dusri shadi ka matlab ye nahi ke pehli biwi buri hai. Is ka matlab hai ke mard gunah se bach kar halal rasta apnana chahta
2026-10-05 09:05:11
7
Bilal Ahmad :
New generation ko islam k mutabiq chalna pryga, log jo mrzi khi jay, just follow islam
2026-10-07 03:32:00
2
Wali Shan :
اس نے کر لی ھوئ ھے دوسری شادی اس کی گھبراہٹ ھی سے پتہ چل رھا ھے
2026-10-04 02:30:48
3
Love is Pain 💔 :
[Crying][Crying] 2wife hu koi na bne
2026-10-08 05:16:05
2
user1814584051371 :
mashra bilkul Sahi samajhta hay aisay mardoon ko kiyon k mashray ko PATA hay k jis mard ki Nazar biwi Ghar main rakh kar bhi dosri Aurat per Gai Kal ko os ki Gandi Nazar say hamari behen beti bhi nahi bach pays gi aisa mard Nazar ka soch ka or kirdar ka kamzoor or Ganda hota hay agar mazbot hota to biwi k hotay Hoye kabhi Kisi dosri orat per Nazar nahi dalta
2026-10-04 20:50:10
2
humaira :
is mashray ne ulta chalna shoro kardia hai...
2026-10-07 03:11:05
3
Mariya Ali :
dusri shadi kisi bewa mutalka se karny ka hukam hai . mene do case dekh liye hain 2 mardon ne biwi k hoty kisi or married aurat se affair chalaya talak krwa k khud shadi ki . ab aisi dusri shadi pe mardon ko izaat di jaye ??
2026-10-09 09:16:14
3
Riffat Iqbal :
dosri shadi ko na manna maaz Allah hum Quran KY inkari hain surah nisa main tafseel mojood h
2026-10-07 16:48:17
3
Shiny Eyes :
insaf na krny waly ko bura smjha jata ha asy nhi
2026-10-05 13:16:11
3
Salaar Sk :
Sir insaaf nhi hota.
pehli ya doosri biwi rull jaati Hein.
2026-10-04 06:34:45
3
Mrs.Junaid :
sirf yhi topic reh gya hai
2026-10-10 04:44:55
0
🪴بیوہ یا طلاق یافتہ 🪴 :
good 👍❣️
2026-10-19 12:04:30
0
Misoxx Bloom :
Great man
2026-10-07 16:03:49
0
Mrs shafiq :
koe jurm nae Jo dosri shadi chhupatay Hain uki izat km Hoti Hy jo nikah ko izaT detay Hain muashra or Deen me unki izat hoti hy
2026-10-07 09:18:41
0
FeaR xD :
سالگرہ بھی ہے
2026-10-04 06:57:41
0
A ، M Love ❤️😘 :
g 14 sal se ma glti or 8 bachy wo b gltian Hain koi izat ni bht problems ma hn izat b ni
2026-10-13 08:07:24
0
Bilal Ahmad :
Allah hu Akbar.
2026-10-07 03:31:30
0
ایاک نعبد و ایاک نستعین :
معاشرے کی ایسی کی تیسی ہم اللہ کو حساب دینا ہے معاشرے کو نہیں
2026-10-21 15:18:15
0
aroosa samad :
right
2026-10-05 12:44:06
0
👑AbubakarIbrahim👑 :
adil jutt sb apki sari video dsei shadhi kay aganist thi but ya apku dosri video dekha rahi ho jis ma ap dosri shadhi kay fevar ma bat kar rahy hai ......ku why asa chang ku
2026-10-07 03:22:10
0
Mohammad saim :
Bhai deen ko man rhy ho TU deni or bht bht sari baten hn shadi elwa.. phr Allah ny hukm nhi dia h kaha h adal kersaky TU lykin adal o insaf mard ker hi nhi sakta kyun k Dil per rak 1 Orat kerti h phr mard k se insaf karega....
2026-10-08 20:10:20
0
heaven :
Pakistani mard srif doosri shaadi ka deen bana ker kush..baqi duniya jai bhar mai...uncle jee ek conditional ijazat ko farz banane ki kushsih per mar kiyo rahe hu.....
2026-10-18 14:03:02
0
iffu🎀 :
dosri shadi bewa se gongi se q ni krta mrd ye jawab q mrd ni deta
2026-10-11 06:47:52
0
So Innocent :
میں یہ جرم بار بار کرنا چاہتا ہوں[Big LOL]
میری کرائم پارٹنرز کدھر ہیں[Whatever][Cool]
2026-10-19 02:12:34
0
To see more videos from user @adil.jatt.official.1, please go to the Tikwm
homepage.