@azizwadiwala: Sallallahu Alaihi Wasallam ﷺ | Hamare Pyare Nabi Sayyiduna Muhammad ﷺ ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️ Sallallahu Alaihi Wasallam ﷺ ❤️ Hamare Pyare Nabi, Sayyiduna Muhammad ﷺ par be-shumar Durood-o-Salaam bhejein. Allah Ta'ala humein Nabi-e-Kareem ﷺ ki Sunnat par chalne aur unki mohabbat ko apne dil mein zinda rakhne ki taufeeq ata farmaye. Aameen. 🤲 Durood Shareef padhein aur is paigham ko dusron tak bhi pahunchayein. ❤️ #madina #trending #fyp #viral #tiktokpakistan