@nayabstories1: Ali aur Zarar ki kaafi din baad phone par baat hoti hai ❤️ Zarar apne bhai Ali ko mangni ki mubarakbad deta hai. Baaton baaton mein Ali Zarar se poochta hai ke tum mangni par gaye thay? Bhabi kaisi hain, zara batao? 👀 Zarar batata hai ke woh bhi nahi gaya tha, kyun ke Ali saath nahi tha. Dono bhaiyon ke darmiyan pyari si baat cheet aur hansi mazaaq hota hai. Ali apni hone wali mangetar se pehli baar baat karne ke liye thora nervous hota hai, to Zarar usay baat shuru karne ka mashwara deta hai. ❤️ Kaafi arsay baad Ali se baat karke Zarar ko acha lagta hai, lekin call khatam hote hi usse Tamanna ka band mobile phir yaad aa jata hai... 😥📱 Tamanna aur Zarar ki kahani ab kis mod par jayegi? 👀❤️ #ai #emotional #shorts #treanding #viral