@._.darkcrusher: ya Allah os gunnah gar ko kabhi maf nhi kerna os ne quran per hath rakh ker bi bs apno ki khushi ki hatir muje dhoka diya os ne bhot bara gunnah kiya hy osy to na main duniya main kabhi maf kroga na akhirat ke din maf kroga... tumhe kia lagta hy tum Allah ko hisab nhi dogi tum bi kabhi khush nhi reh paogi dosro ki zindgi tabah ker ke yad rakhna !! 😭😭😭💔💔💔💔 #brokenheart #darkreality