@mkeditx54: Sohail Afridi ke liye asal momentum hasil karne aur street movement ke zariye naujawanon ki badi tadaad ko tehreek ka hissa banane ka waqt shayad guzar chuka hai. ⏳ Ab in ka sara daromadar is baat par hai ke Pakistanis 🇵🇰 aur khaas taur par Pashtun 🏴☠️ khud kitni badi tadaad mein nikalte hain. 👥🔥 In ka bara bharosa Malakand Division, Peshawar, Charsadda, Swabi, Mardan aur Hazara Division par hai. 📍 Ab dekhna yeh hai ke log Peshawar tak kitni badi tadaad mein pohanchte hain aur Kohat mein kitna bara majma jama hota hai. 👀📊 #SohailAfridi #PTI #LongMarch #KPK #Pakistan