Ek ladka Hai Jo mere Dil dimag se nahin ja raha hai main Kya Karun mere pass wapas a jaaye Allah jija Mujhe savere de do😭😭😭😭😭
2026-11-08 08:21:49
0
Zainab :
Allah Pak aap ko sabr ata farmaye. Ameen. 🤲 Beshak Islam mein na-mehram rishton se mana kiya gaya hai, kyun ke hamare Deen ka har hukm kisi na kisi hikmat aur maslehat par mabni hota hai. Beshak Allah Pak behtar jaanta hai ke hamare liye kya behtar hai. ❤️
2026-10-09 04:50:48
2
Shahen Shah.e.man❣️ :
bat suno waqt KO guzrne do ALLAH Pak pr Chor do sab thek hoga