80’s mai teddi thay e nai, meri 79 ki birth hai oar mai 3/4 class mai parhta thaa ( 8/9 saal ki age ho gi) tab se mujy shoq hai mai to kabhi teddi nai suna Ya dekha thaa , han tab b mai raampuri dekhy, kalsiry dekhy ( ab to kisi ko pata b nai k kalsira kabootar b hota thaa)