Man se unchi awaaz mein baat karna aur Unka Dil dukhana bahut badi behad bhi hai hamesha unse adab mohabbat aur narmi ke Sath baat kijiye dusra hak waqt Man ko paison se jyada aapke waqt aur tavajjo ki jarurat Hoti hai din mein Sirf kuchh minut unke pass baithkar baat kar lena bhi unke dil ko sukun de sakta hai teesra hak mane bachpan mein aur aapki har jarurat ka khyal rakha aaj agar vah budhi ho gai hai to Unka Sahara banna aur unki khud karna aapki jimmedari hai Manisha unhen Khush rakhne ki koshish kijiye unki duaaen lijiye aur aisa Koi kam mat kijiye